top of page

To Read online click on the Title Page

To listen audio & download in brief aspect from the book:

Arkaan-e-Deen kitaab mein bachchon ke liye hasb-e-zail mouzooaa’t nihayat aasaan andaaz main shamil kiye gaye hain:

Masjid, Azaan, Namaaz ke auqaat aur rakaa’tein, paanch kalme, Namaaz ki farziat ka bayaan, witr ki namaaz ka tareeqa, sajde sahu, wuzu, taehmoom, rozeh ka bayaan, namaaz-e-janaaza, namaaz-e-eidain, qurbaani, sadqa-e-fitr, zakat ka bayaan, haj, Jihaad, Eesaal-e-sawaab [Conveying recompense of virtuous deeds], Qur’an-Hadaith-o-Fiqha, Chand ahem nukaat-e-shariat [Few important observations of shariah] jaise mouzooaa’t shaamil kiye gaye hain jinhe mukhtasar magar wazeh, aam fehm andaaz ke saath jo bachon ke liye mufeed ho sakti hain balke bade bhi istefaadah haasil karsakte hain murattib aur ishaa’t kiya gyaa.

Yeh kitaab jumla 94 safaat mein jumlaah 104 sawaalaat-o-jawaabaat par mabni hai. Is mein hasb-e-zuroorat angrezi alfaaz ka bhi iste’maal kiya gaya hai, taake qaaraeen ko samajhne mein asaani ho.

The complete book can be viewed and downloaded by clicking on the following PDF icon:
bottom of page